WAJAH LYRICS – RAHUL JAIN
Wajah Lyrics by Rahul Jain is latest Punjabi song with music also given by him. Wajah song lyrics are written by Vandana Khandelwal and video is directed by Rayhaan Patni. Song Details: Song: Wajah Singer: Rahul Jain Music: Rahul Jain Label: Jjust Music Kal ki yeh dooriyan Na ho ab darmiyan Pal bhar bhi mujhe Ab chain aaye na Kal ki yeh dooriyan Na ho ab darmiyan Pal bhar bhi mujhe Ab chain aaye na Tujse hai ab baat har dil ki Na hain chhupe halaat yeh dil ke Tu dede jo raza Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu ho jaaye mera Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu dede jo raza Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu ho jaaye mera Tu mil jaaye wajah jeene ki Jism ka saanson se jo rishta bana Rooh tak meri aake milana Aaghosh mein teri meri jaage subah Ehsaason mein tu hi mile har dafa Tu dede jo raza Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu ho jaaye mera Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu dede jo raza Tu mil jaaye wajah jeene ki Tu ho jaaye mera Tu mil jaaye wajah jeene ki